Usay ma ne kaha tha Station par Bethay Huye Do ajnabi logo ki manzil aik nhi hoti Sad Love Poetry
Usay ma ne kaha tha Station par Bethay Huye Do ajnabi logo ki manzil aik nhi hoti
Usay ma ne kaha tha Station par Bethay
Huye Do ajnabi logo ki manzil aik nhi hoti
Osay ma ne kaha tha jo roshnion me rahay
Wo Andheron may gum ho jaya krty han
Usey ma ne kaha tha manzil aik dafa
Gum ho jaye dubara mila nahi karti
Usay ma ne kaha tha jo rastay bhol jaya krty
Unehin bhi qabreyo ka nishan tak mila nhi krty
Usay ma n3 Kaha tha Darwazon par zang
lag jaye To dubara khola nahi karty
Usey ma ne kaha tha darkht aik dafa
kat jaye wo dubara harray nhi hotay
Related Posts
Subscribe Our Newsletter

0 Comments to "Usay ma ne kaha tha Station par Bethay Huye Do ajnabi logo ki manzil aik nhi hoti Sad Love Poetry"
Post a Comment